ShayariInfinity.com

A House of Quotes & Shayari


Ghalib Shayari

हाथों की लकीरों पे मत जा ऐ गालिब 
नसीब उनके भी होते हैं जिनके हाथ नहीं होते।।

Ghalib Shayari

Hatho Ki Lakiron Pe Mat Ja E “Galib”, 
Nasib Unake Bhi Hote Hai, Jinake Hath Nahi Hote.


झुमके और बिंदी का तो हर तरफ कहर है
मगर यह सावले रंग की सादगी भी अपने आप मे जहर है..!

Ghalib Shayari

Jhumke Aur Bindi Ka To Har Taraf Qahar Hai
Magar Yeh Saawanle Rang Ki Saadgi Bhi Apne Aap Main Zehar Hai


इश्क़ ने ग़ालिब निकम्मा कर दिया
वर्ना हम भी आदमी थे काम के।।

-Ghalib Shayari

Ishq Ne Galib Nikamma Kar Diya, 
Warna Ham Bhi  Aadami The Kaam Ke..


निगाहें कुछ इस क़दर मशरूफ़ रहीं तुम्हारे दीदार में
💖💖💖उम्र भर आगरा में रहकर भी हमने ताजमहल नहीं देखा____💖💖💖

-Ghalib Shayari

ghalib shayari

Nigahen Kuch Is Kadar Mashruf Rahi Tumhare Deedar Main
Umar Bhar Agra Main Reh Kar Bhi Humne Tajmahal Nahi Dekha


तू मिला है तो ये अहसास हुआ है मुझको,
ये मेरी उम्र मोहब्बत के लिए थोड़ी है ….

Tu Mila Hai To Ye Ahsas Hua Hai Mujhko,
Ye Meri Umar Mohabaat Ke Liye Thodi Hai…


गुज़र रहा हूँ यहाँ से भी गुज़र जाउँगा,
मैं वक़्त हूँ कहीं ठहरा तो मर जाउँगा !!

Ghalib Shayari

Gujar Raha Hu Yha Se Bhi Gujar Jaunga,
Mai Waqt Hu Kahi Thara To Mar Jaunga


Ghalib Poetry

मेरे मरने के बाद मेरी कहानी लिखना
गमों में डूबी हुई मेरी जिन्दगानी लिखना
लिखना कि कैसे मेरे होंठ हंसी को तरसे
कैसे बहता है आंखों से पानी लिखना
जब भी प्यार से मुझे कोई देखता था
आंखों में मेरी बहती अहसासो की रवानी लिखना
लिखना कि मुझे किसी से मुहब्बत हुई थी
और फिर उस मुहब्बत में हुई नाकामी लिखना
लिखना कि मुझे कोई समझ नहीं पाया
और तुम न करते थे मेरी परवाह लिखना
मेरे एक एक पल से तो तुम वाकिफ ही थे
इसलिए मेरी कहानी अपनी जुबानी लिखना ,,

Ghalib Shayari

Mere Maren Ke Baad Meri Kahani Likhna
Gamon Main Dubi Hui Meri Zindgani Likhna
Likhna Ki Kaise Mere Honth Hasi Ki Tarse
Kaise Behta Hai Akhon Se Pani Likhna
Jab Bhi Pyar Se Mujhe Koi Dekhta Tha
Aankhon Se Meri Behti Ehsaason Ki Rvaani Likhna
Likhna Ki Mujhe Kisi Se Mohabbat Hui Thi
Aur Fir Us Mohabbat Main Hui Naakami Likhna
Likhna Ki Mujhe Koi Samajh Nahi Paya
Aur Tum Na Karte The Meri Parvaah Likhna
Mere Ek Ek Pal Se To Tum Wafiq Hi The
Isiliye Meri Kahani Apni Zubani Likhna


Ghalib Ki Shayari

उन के देखे से जो आ जाती है मुँह पर रौनक़
वो समझते हैं कि बीमार का हाल अच्छा है।।

Ghalib Shayari

Unke Dekhe Se Jo Aa Jaati Hai Chehre Par Raunaq,
Wo Samajhte Hain Ke Beemaar Ka Haal Achchha Hai.


जिंदगी में एक दौर ऐसा आता है जब आप
1.या तो कुछ ऐसा पा लेते हो जिसे पाने के बाद
और कुछ पाने की ख्वाहिश नहीं रहती
2.या तो कुछ ऐसा खो देते हो जिसे खोने के बाद
और कुछ पाने की ख्वाहिश नहीं रहती

Read More : Gulzar Shayari

Zindagi Main Ek Daur Aisa Aata Hai Jab Aap

  1. Yaa To Kuch Aisa Paa Lete Ho Jise Paane Ke Baad
    Aur Kuch Paane Ki Khwaish Nahi Rehti
  2. Ya To Kuch Aisa Kho Dete Ho Jise Khone Ke Baad
    Aur Kuch Paane Ki Khwaish Nahi Rehti

दिल से तेरी निगाह जिगर तक उतर गई 
दोनों को इक अदा में रज़ामंद कर गई।।

Dil Se Teri Nigah Jigar Tak Utar Gayi, 
Dono Ko Ek Adaa Me Rajamand Kar Gayi.


ख़ातिर से या लिहाज़ से मैं मान तो गया,
झूठी क़सम से आपका ईमान तो गया।


Khatir Se Ya Lihaaz Se Main Maan To Gaya,
Jhoothhi Qasam Se Aapka Imaan To Gaya.


Galib Ki Shayari

आखिरकार हार माननी ही पड़ी एक नासमझ “दिल” को।
लड़ता भी कब तक एक समझदार “दिमाग” से..

Aakhirkar Haar Maanni Hi Padi Ek Naasamajh “Dill” Ko
Ladta Bhi Kab Tak Ek Samajhdaar “Dimag” Se


ज़मीर जाग ही जाता है अगर ज़िन्दा हो इक़बाल,
कभी गुनाह से पहले तो कभी गुनाह के बाद।

Zamir Jag Hi Jaata Hai Agar Zinda Ho Iqbal,
Kabhi Gunaah Se Pehle To Kabhi Gunaah Ke Baad.


इक शौक़ बड़ाई का अगर हद से गुज़र जाए
फिर ‘मैं’ के सिवा कुछ भी दिखाई नहीं देता”

Ek Shouk Badai Ka Agar Had Se Gujar Jaay
Fir ‘Mai’ Ke Siva Kuch Bhi Dikhai Nhi Deta


दिल–ए–नादाँ तुझे हुआ क्या है
आख़िर इस दर्द की दवा क्या है

Dil-Ae-Naadan Tujhe Hua Kya Hai
Akhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai


Ghalib Shayari Sad

मोहब्बत में नहीं है फ़र्क़ जीने और मरने का
उसी को देख कर जीते हैं जिस काफ़िर पे दम निकले।।

Mohabbat Me Nahi Hai Farq Jeene Aur Marane Ka, 
Usi Ko Dekh Kar Jeete Hai Jis Kafir Pe Dam Nikale..


कितना ख़ौफ होता है शाम के अंधेरों में
पूछ उन परिंदों से जिनके घर नहीं होते।।

Kitna Khauf Hota Hai Sham Ke Andheron Main
Puch Un Parindon Se Jinke Ghar Nahi Hote


हम जो सबका दिल रखते हैं सुनो, 
हम भी एक दिल रखते हैं

Ham Jo Sabka Dil Rakhte Hai Suno,
Ham Bhi Ek Dil Rakhte Hai


Mirza Ghalib Ki Shayari

चाँदनी रात के खामोश सितारों की कसम,
दिल में अब तेरे सिवा कोई भी आबाद नहीं।

Chaandni Raat Ke Khamosh Sitaron Ki Kasam,
Dil Mein Ab Tere Siwa Koyi Bhi Aabaad Nahi.


दर्द जब दिल में हो तो दवा कीजिए 
दिल ही जब दर्द हो तो क्या कीजिए।।

Dard Jab Dil Me Ho To Dawa Kijiye, 
Dil Hi Jab Dard Ho To Kya Kijiye?


तुम न आओगे तो मरने की हैं सौ तदबीरें,
मौत कुछ तुम तो नहीं है कि बुला भी न सकूं।

Tum Na Aaoge To Marne Ki Hai Sau Tadbeerein,
Maut Kuchh Tum To Nahi Hai Ki Bula Bhi Na Saku.


मंज़िल-ए-ग़म से गुजरना तो है आसाँ ‘इक़बाल’,
इश्क़ है नाम खुद अपने से गुजर जाने का।

Manzil-e-Gham Se Gujarna To Hai Aasaan Iqbal,
Ishq Hai Naam Khud Apne Se Gujarne Ka.


ये न थी हमारी क़िस्मत कि विसाल-ए-यार होता 
अगर और जीते रहते यही इंतिज़ार होता।।

Ye N Thi Hamari Kisamat Ki Visaal-E-Yaar Hota,
 Agar Aur Jeete Rahate Yahi Intizaar Hota..


जफा जो इश्क़ में होती है वह जफा ही नहीं,
सितम न हो तो मोहब्बत में कुछ मजा ही नहीं।

Jafa Jo Ishq Mein Hoti Hai Woh Jafa Hi Nahi,
Sitam Na Ho To Mohabbat Mein Kuchh Maza Hi Nahi.


कुछ लम्हे हमने ख़र्च किए थे मिले नही,
सारा हिसाब जोड़ के सिरहाने रख लिया !!

Kuch Lamhe Hamne Kharch Kiye The Mile Nhi,
Sara Hisab Jod Ke Sirhane Rakh Liya !!


Ghalib Shayari Urdu

फ़क़त निगाह से होता है फ़ैसला दिल का,
न हो निगाह में शोख़ी तो दिलबरी क्या है?

Faqat Nigaah Se Hota Hai Faisla Dil Ka,
Na Ho Nigaah Mein Shokhi To Dilbari Kya Hai?


इस दौर की ज़ुल्मत में हर कल्बे परेशाँ को,
वो दाग-ए-मोहब्बत दे जो चाँद को शरमा दे।

Iss Daur Ki Zulmat Mein Har Qalbe Preshaan Ko,
Wo Daag-e-Mohabbat De Jo Chaand Ko Sharma De.


लब पे आती है दुआ बन के तमन्ना मेरी,
ज़िन्दगी शम्मा की सूरत हो खुदाया मेरी।

Lab Pe Aati Hai Duaa Ban Ke Tamanna Meri,
Zindagi Shama Ki Soorat Ho Khudaaya Meri.


तुम्हारे खत में नया इक सलाम किसका था,
न था रक़ीब तो आख़िर वो नाम किसका था।


Tumhare Khat Mein Naya Ik Salaam Kiska Tha,
Na Tha Raqeeb To Aakhir Wo Naam Kiska Tha.


Ghalib Love Shayari

उस पे आती है मोहब्बत ऐसे
झूठ पे जैसे यकीन आता है

Us Pe Ati Hai Mohabaat Aise
Jhuth Pe Jaise Yakeen Ata Hai


गुज़रे हुए लम्हों को मैं इक बार तो जी लूँ,
कुछ ख्वाब तेरी याद दिलाने के लिए हैं !!

Gujre Hue Lamho Ko Mai Ek Baar To Jee Lu,
Kuch Khwab Teri Yaad Dilane Ke LiYE Hai !!


कहने देती नहीं कुछ मुँह से मोहब्बत मेरी,
लब पे रह जाती है आ-आ के शिकायत मेरी।

Kehne Deti Nahi Kuchh Munh Se Mohabbat Meri,
Lab Pe Reh Jati Hai Aa-Aa Ke Shikayat Meri.



Don`t copy text!